raat me padhne ki dua - Maslake Aala Hazrat

Header Ads

raat me padhne ki dua

 RAAT ME PADHNE KI DUA  

Hazrat ubaada ibn samat Razi'allahu ta'ala anhu byaan kartey Hain ki Huzoor rahmate Aalam Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ne irshad farmaya ki jo raat me uth kar yah dua kare aur us ke baad koie dua mange tou us kee dua bhi qabool hogi aur namaz padhe to namaz bhi qabool hogi wah dua yah hai 

La ilaha illallaho wahdahu la shareeka lahu lahul mulko Wal hamdo wa hu wa ala kulli sha'ain qadareer wa subhanallahi wal hamdulillahi wala ilaha illa allaho akbar wa la haul wala kuwwat illa billahi rabbig firlee.

Ref ( Bukhari shareef )

Hazrat ummul Momineen sayyada aaisha shiddeeqa Razi'allahu ta'ala anha irshad farmati hai ki huzoor e anwar Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam jab Shab me bedar hotey yah dua padhtey 

La ilaha illa anta subhanaka allahumma wa behamdeka astagfiroo lejanbee wa as'alooka rah-matika allahumma zidni ilmaw wala tozig qalbee ba'Ada iz hadaitani wahab lee mil ladunaka rahmatan innaka antal wahhabu 

Ref ( Aboo Daoowd )

♡Guroobe Aaftab se le kar tuloo'a fajar tak jis waqt ho sake yah surety padhe

☆ALIF: Surah mulk ki azabe qabr se nijaat kee zamanat hai 

☆BE: Surah yaseen ki magfirat ka parwana hai 

☆JEEM: Surah waqia ki fiqr wa faqa se amaan ka zaree'a hai

☆DAAL: Surah dukhan ki subh is halat me uthe ki 70 hazaar faristey us ke liye magfirat kee dua kartey hon

Ref ( Al wazeefatul kareem musannifa  Aala hazrat imam Ahle sunnat fazil barelwi  )


  OPEN THIS LINK 👉  Very Emotional Bayan Khauf e khuda main Rone ki Ahmiyat By Maulana Talib Raza


♡♤♡♤♡♤♡♤♡♤♤♡♤♡♤♡♤♡♡♡

Next post inshaAllah soon

♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧♧

♡Allah ta'ala Hum Sab Ko Sahi Mane Me
Maslak-e-Haqq Maslak-e-Alahazrat Ki
Roshni me Amal karne ki taufiq de.Aameen♡

♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

♤Allah az'wazal Aap par Fazl farmaye !
♡♡♡♡♡♡♡♡
                            For reading...JazakAllah Khaira

♡♡♡♡♡♡♡♡
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ 
اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Plz share to others also 

www.zikr-e-nabi.com

  

No comments

Zikr-E-Nabi. Powered by Blogger.