DEENI MALOOMAT
DEENI MALOOMAT
SAWAL NO:-01 Shaikh ul ambiya kis Nabi ko kaha jata hai ?
SAWAL NO:-02 Tafjeeli kise kahtey hain aur unka Aqeeda kya hai?
SAWAL NO:-03 Allah ta'ala k liye har jagah hazir w maujood hai kahna kaisa hai?
SAWAL NO:-04 Hazrat Ibraheem Alaihis'salam ne ummate Mohammadiya ko kab Salam kahlawaya?
SAWAL NO:-05 Hazrat Meekaeel Alaihis'salam k fazail kya hain?
JAWAB
JAWAB NO 01 Shaikh ul ambiya Hazrat Nooh alaihis Salam ko kaha jata hai.
Ref ( Ma'arejun nabuwat , page , 68 )
Ref ( Ma'arejun nabuwat , page , 68 )
JAWAB NO 02 Hazrat Ali se Muhabbat karne walon mein se un logon ko kahtey hain jo Hazrat Maula Ali ko Hazrat Abu Bakr Siddique Razi'allahu ta'ala anhu aur Hazrat umar par fazeelat detey hain aur Hazrat Ali ko unse Afzal mantey hain baqee tamam baton mein Ahle sunnat w Jama'at k sath hai Ahle sunnat w Jama'at k nazdeek aisa Aqeeda rakhne wala Bid'ati w gumrah hai...
Ref ( Fatawa Azeezi Jild 1 , page, 183 , Ijharool Haq page, 180 )
JAWAB NO 03 Allah ta'ala Jagah se paak hai, yah lafz bahut bure ma'ana ka Ahtemaal rakhta hai, Isse bachna lazim hai..
Ref ( Fatawa Razwiya, Jild 6 page, 132 )
JAWAB NO 04 Jab Aakhri Nabi Sallallahu ta'ala alaihi wasallam Mairaj Shareef k liye Tashreef le jane lage aur Aasman par Hazrat Ibraheem Alaihis'salam se Mulakaat huee tou us waqt unhone aapki marefat aapki ummat ko Salam kahlawaya..
Ref ( Mishkat shareef, Jild , 1 , Page, 202 )
JAWAB NO 05 Hadees Shareef mein hai ki baite masoor jo Khan-E-Kaba k oopar Satawen 7 Aasman mein Farishton ka Qibla hai Aasman k fareshte usmein jama hokar jama'at ka intezar kartey Hain Hazrat Meekaeel Alaihis'salam imaam bantey hain aur sab farishton ko Namaz padhatey hain..
Ref ( Tafseer Azeezi , Sure Baqar, page 310 )

For reading...JazakAllah Khaira
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ
اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Plz share to others also
www.zikr-e-nabi.com
No comments