SEERAT E GHOUS E AZAM
SEERAT E GHOUS E AZAM
PART:-21
Shaikh Abu Madayan Magrebee Alaihirrehma
Ek din Shaikh Abu Madayan Magrebee Alaihirrehma ta'ala Alaih ne Magrib k shahar mein apni gardan ko neeche kartey hue kaha
TARJAMA: Ae Allah main tujh ko aur tere farishton ko gawah banata hoon ki maine tera hukm suna aur ita'at kee.
Aap ke mureedeen ne aapse in Alfaz k kahne ka sabab poocha tou aap ne irshad farmaya ki Shaikh Abdul-Qadir Jeelani Razi'allahu ta'ala anhu ne Aaj Bagdad Shareef mein farmaya hai.
☆QADAMI HAZEHEE ALA RAQABATIN KULILE WALEEYIALLAH
Uske kuch arsa baad Hazrat Ghousul-Aazam Razi'allahu ta'ala anhu k mureedeen Bagdad Shareef se wapas aae tou Hazrat Abu Madayan Alaihirrehma ne apni gardan ko neeche kya tha tou Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu k Mureedeen ne tasdeeq kartey hue kaha ki usi roz usi waqt Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anHum ne Bagdad Shareef mein "QADAMI HAZEHEE ALA RAQBATE KULILE WALEEYIALLAH" ka elan farmaya tha...
Ref ( Nafkhatul-uns farsi , safah 266 , Qalaidul-jawahir , Safah 25 , Bahajatul-Asraar safah , 16 , Fatawa Hadeesiya , Safah . 270 , Khazeentul-Asfiya , Safah 108 )
GARDANE JHUK GAEE SAR BICH GAYE DIL LAUT GAYE
KASHFE SAAQ AAJ KAHA'N YAH TOU QADAM THA TERA
☆KHWAJA BAHAUDDEEN NAQSHABAND ALAIHIRREHMA :se Hazrat Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu k qaul qadamee Hazehee Ala Raqbate kulile WaleeyiAllah . k muta'alliq daryaft kya tou aapne irshad farmaya Gardan tou darkinar aap ka qadam Mubarak "Ala Ainee Au Ala Baseeratee" meri Aankhon par hai...
Ref ( Tafreehul-khatir Safah , 20 )

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Plz share to others also
www.zikr-e-nabi.com
No comments