Seerat ul anbiya - Maslake Aala Hazrat

Header Ads

Seerat ul anbiya

SEERAT UL ANBIYA

HAZRAT AADAM ALAIHIS'SALAM KEE PAIDAISH

HABEEL AUR QABEEL

Hazrat Aadam alaihissalam aur hawwa milkar Rahane Lage aur donon Milkar Insani  nasl ka Silsila Shuru hua Hazrat hawwa ko jab bhi haml hota do judwa bache Janam late Ek Ladki Ek Ladka kaabil car Janam Hua Tou bahan yahooda Bhi Paida Hui khudi Ku Ku K mutabik Hazrat Aadam alaihissalam ki Sariyat Kanoon Muqarrar tha Ek Bete Ki Beti aur Doosre pait ka beta aapas  Mein byahe Jate the, HAZRAT AADAM ALAIHIS'SALAM ne isi qanoon ke mutabiq inki aapas me shadi Kar deni chahi, lekin QABEEL ne baap ka hukm na mana HAZRAT AADAM ALAIHIS'SALAM ne hal yah nikala ki donon bete qurbani pesh Kare, jiski qurbani qabool ho, aqleeya uske nikah me saye us Zamaane Mein Gurbani car Dastur Banaya Gaya Tha key Agar do admi aapas mein Jakarta to Dono Apni Apni Qurbani Pahar par rakhte Phir Bhi Na Doge Ki Aag Aasman Se Utarti aur jo haq par hota tha uski Qurbani qabool Kar Leti

Jab Dono bhai Razee hue tou QABEEL  Ne Ek Mota taza Manda apne gale me see juda Kiya aur QABEEL ek tokra genhu ka le jakar rakh aaya jab ye donon pahad par apni qurbani ko rakh saye, tou khuda kee qudrat see ek aag aasman kee taraf see aayi aur QABEEL kee qurbani ko qabool Kar liya QABEEL jal utha, bola "habeel" ! main tujhko ab qatl Kar doonga 
Habeel Bole Allah tou parhezgaron  Ki Qurbani Qabool Karta Hain agar tum mujh Par hath  chalaoge  to Bhi Main Tujh par Hath na dalunga main Allah Par Bharosa karunga lekin QABEEL tou jalan ka shikar ho gaya tha us patthar dil ne mauqe dekhkar habeel ke sar par aisa patthar mara ki habeel shaheed ho gaye QABEEL ne bahut bada gunah kiya tha habeel ke shaheed hone par QABEEL jab hosh me aaya, tou pareshan ho utha, Bhai kee lash uthaye uthaye firta Raha, samajh me na aata tha ki kiya Kare, kid tarah lash ko doosron kee Nazar see chipaye 

Fir Allah Ke Hukm Se do kaue Aaye We bhi aapas Mein ladne  Lage Ek Ne Doosre ko Mar kar Gira Diya aur apne panjon se Zameen khod Kar usko gaad diya QABEEL is Devaki ko apni Aankhon Se dekh chuka tha man hi man Soch Ne Laga Afsos ki kaue se bhi ghatiya hu ki apne bhai ki Laash Nahin chipa pata Phir usne Zameen Kudi aur bhai ki Laash ko dhank Diya QABEEL ka yah jurm bhayanak tha khuda ne hukm diya ki saza ke taur par ise bhi qatl karo QABEEL ko maloom his tou wah bhag khuda hua aur yaman desh pahuncha wahan wah aag kee pooja Karne laga...

Ref [ Qanssul Anbiya pg : 27,28,29 ]

next post insha Allah soon 

plz share to others also

www.zikr-e-nabi.com 

No comments

Zikr-E-Nabi. Powered by Blogger.