Masail mardo w khawateen
MASAIL MARD W KHAWATEEN
Haiz ( masik dharm ) MC wa Nafaas
Baccha paida hone ke baad ka ganda khoon
Kee halat mein sambhog ( mobashrat ) kee Mumaniyat ( Manahee )
Is duniya mein Allah ne aurat wa Mard ke andar ek doosre ke Milan wa Muhabbat se aanand ( happiness, khusi ) (get ) Prapt karne kee iccha rakhi hai, use poora karne ke lie Nikah ( ( marriage ) ka tareeka bataya hai, aur isi liye Nikah ( marriage ) Hazrat Muhammad Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam "un par khuda kee salamati ho" kee nihayat Aham Sunnat hai iske jariye insaan zin ( Adultery ) Illicit "relationship" Avaidh sambandhon se bachta hai isi karan Nikah ko aadha imaan bhi kaha gaya hai Nikah kar lene se jahan insaan haraamkari se bachta hai, wahi usko badan kee sehat , dil ka chain wa sakoon-Muhabbat aur ek doosre kee sacchi hamdardi fayade hasil hote hain
Nikah wa bida ke baad jab pati-pani ( husband wife ) tanhaee ( suhagraat ) mein milte hai tou aam taur par Mard mein kaam wasna ( desire ) badi tejee se ubharti hai aur koie koie Mard isme badi jaldi kartey hai aur Biwi par buri tarah se bhooke janwar kee tarah toot padtey hai kabhi aise bhi hota hai ki Aurat masik khoon aane kee halat mein hoti hai wah mana bhi karti hai magar khuda ke hukm kee jankari na hone ke karan aisi sthati ( Status ) mein bhi sambhog kar letey hai jabki quran ne khule shabdon mein Haiz kee halat mein sambhog ( mobashrat ) karne se roka aur Haraam bataya hai
واعتزلوا النساء فی المحیط
Tarjuma:- Haiz kee halat mein aurat se alag-thalag raho
Quran ke is huqm ke bare mein ( Medical Science ) ne is baat ko ( Accept ) kiya hai ki is masik wa gande srav ( Secretion ) mein ek parkar ka vishaila Madad, ( padarth ) "matter" hota hai, jiske shareer ke andar rah jane se swasth "health" ko hani pahunchai hai is liye masik dharm avstha ( Stage ) mein sambhog ( mobashrat ) karna hanikarak hota hai aur kabhi-kabhi aurat ka masik srav rook jata hai jisse garvshay (Uterus ) mein soojan , khujli aadi wagairah paida ho jati hai
Aur AIDS Naam kee badi khatarnak beemari bhi isi parkar ( Type ) kee anya doosri behoodi harkaton ka nateeza hai qurbaan jae sharee'at e Muhammadi par ki jisne hame khuda ke aadesh duwara har bure wa nuksaan pahunchane wale kamon se roka
Jisse logon ko tarah-tarah kee beemariyan soojaak , aatashak wagairah paida hoti hai jinki takleef na kewal swayam ( Autogenous ) ko balki unki santanon ko bhi bhugtana padti hai aur kabhi aurat mein bhi bajhpan paida ho jata hai ya aulaad kodi ho jati hai kuch fukaha ne is aadesh ke todne wale par hadees ke anusar kaffara ( dand ) rakha hai jis kisi se kamwasna ( eroticism ) ke dabav se Haiz kee halat mein sambhog ( mobashrat ) karne ka gunah ho jave tou use ek ya aadha deendar bataur kaffara sadka ( Donation ) karna chahie
Hazrat imaam Abu haneefa-imaam malik aur imam shafaee Rahmatullah ke nazdeek kaffara Ada Karna wajib ( lazmi ) nahi hai albatta istagfaar karna wajib hai aur imam ahmed Rahmatullah ka kahna hai ki kaffara Ada kare agar ek deendar na de sake tou adha deen Ada kare...
Ref ( Aadab-e-Mubasharat )

♤Allah az'wazal Aap par Fazl farmaye !
♡♡♡♡♡♡♡♡
For reading...JazakAllah Khaira
♡♡♡♡♡♡♡♡
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ
اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Plz share to others also
www.zikr-e-nabi.com
www.zikr-e-rasool.com
No comments