SEERAT E GHOUS E AZAM
SEERAT E GHOUS E AZAM
PART:-13
Faize Mustafvi Alaihissalatu Wassalam Aur Murtazvi Razi'allahu ta'ala anhu
Huzoor Saiyyadana Gausussqlain, Gaisul-Kaunen Razi'allahu ta'ala anhu farmate hain ki main halaty bedari mein qabl az Namaze Zuhar Shahanshahe Kaun w Manka , Sarkare Mursala'n , Nabee E Gaib Da'n Muhammad Mustafa Sallallahu alaihi wasallam kee ziyarat se musharraf hua tou Rasool E Aazam Sallallahu alaihi wasallam ne mujhe irshad farmaya
Rasool E Aazam Sallallahu alaihi wasallam Ae Mere Bete! tum wa'az w Naseehat kyon nahi'n kartey?
Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu ( arz karte hue ) Ae Mere Muzurgwar Walid Majid! Main Ajmi shakhs hoon fushae Bagdad k samne kis tarah taqreer karoon.
Rasool E Aazam Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ( Hukm farmate hue ) apna Munh khole Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu ( Hukm kee tameel kartey hue ) Mane Munh khola Rasoolullah Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam ( Saat 7 Martaba Lu'aabe Mubarak Munh mein thuthkar kar farmaya ) jao ab wa'az w naseehat kiya karo aur logon ko neki kee dawat do Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu :
Baad azeen Zuhar kee Namaz se farig hua hee tha ki Hazrat Saiyyadana Ali Al-Murtaza Razi'allahu ta'ala anhu Tashreef lae Hazrat Ali Al-Murtaza Karamallahu wajhahoo : ( Shafqat se ) Beta! apna Munh khol! Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu : ( Aadab Baja late hue ) maine Munh khola Hazrat Ali Al-Murtaza Razi'allahu ta'ala anhu : cha 6 Martaba Munh mein thuthkar kar farmaya wa'az w naseehat karo
Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu ( Niyaaz Mandana tareeq se ) Huzoor e wala! aapne sath 7 martaba munh mein kyon nahin thuthkar?
Hazrat Ali Al-Murtaza Karamallahu wajhahoo : Adaban Ma'aa Rasoolillahi Rasool E Pak Sallallahu ta'ala Alaihi Wasallam k Adab k peshe nazar Rasool E Aazam Sallallahu alaihi wasallam : Ae Beta! yah khil'at pahano Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu : Aali Jaah! Yah kaisi khil'at hai?
Rasool E Aazam Sallallahu alaihi wasallam :
HAZEHEE KHIL'ATU WALA YATIKA MAKHSOOSHOO BIL-KUTBEEYATE ALAL-AULIYAE
Yah tumhari Vilayat kee khil'at hai jo ki Aqtabe Auliya se Makhsoos hai Ghous e Azam Razi'allahu ta'ala anhu :
Baad arzi unke fuyooz w barkaat se maine haqaiq w ma'aarif ko jaan liya. Halq-e-Iradat wasee'a ho gaya iradatmand ita'at w ibadat kee taraf mayal hotey gaye aur unhone apne gharon ko zikr e Ilahi se aabad karna shuroo kar diya...
Ref ( Bahajatul-Asraar safah , 25 , 26, Qalaidul-jawahir Safah . 13 , Safeenatul-auliya Safah . 64 , Akhbarul-Akhiyaar farsi , safah 18 , Tohafa Qadariya , Safah . 109 )
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

For reading...JazakAllah Khaira
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
اَشْهَدُ اَنْ لَّآ اِلٰهَ اِلَّا اللہُ وَحْدَهٗ لَا شَرِيْكَ لَهٗ وَ اَشْهَدُ
اَنَّ مُحَمَّدً اعَبْدُهٗ وَرَسُوْلُه
♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Plz share to others also
www.zikr-e-nabi.com
No comments